Saturday, January 15, 2011

Bharuch....

                                 Sorry friends I was offline due to exams.... But now I will be online everyday because I have brought a dongle............. So it is easy to use internet with my laptop at home......

                                   By the way I have got some lines on my city Bharuch.....enjoy this....

Wo Narmada ki sham aur Bhrugurushi ka dham...
Batuknath akhade ki kusti aur lallubhai chakla ki masti,
wo kasak mandir ki bhakti aur Osara ki Shakti...
Wo sing-khari me hai sargam aur ice-cream me hai Silver Sabnam..
Wo Gita ka samosa aur pankaj ki chai...
Wo Annkut ki panipuri aur thakkar ki khaman,Astik ki kachori aur U.S. pizza aur Thakor ka dosa..
Channel narmada ka taal se taal aur patel ka garba har saal..
Zadeshwar ki tang sadake aur harihar par kitne dil dhadke..
Wo Shaktinath ki Masti bhari baate..
Aisi hi kuchha Apne BHARUCH ki pyari si yaade...
I love my Bharuch....

Kuchha Meetha Ho Jaye...

Santa mehman se : "Thanda piyoge ya garam"
Mehman : "Dono le aao"
Santa : "Preeto 1 glass 'Freezer' se aur 1 glass 'Geezer'
se pani le aa"

(If you want to buy a laptop contact me....)

Yours :
Nakul Bhatt,Bharuch.

No comments: